Bari Mastani hay Meri Mehbooba (M. Rafi) | Video Song PDF Print E-mail
User Rating: / 5
PoorBest 
Sunday, 13 March 2011 21:29

FunAirzMovie: Jeene Ki Raah
Songs Lyrics: Bari Mastani hay Meri Mehbooba
Urdu / Hindi Song Title: Bari Mastani hay Meri Mehbooba (
Singer(s): LATA MANGESHKAR



Bari Mastani hay Meri Mehbooba (M. Rafi) | Video Song




 

aane se usake, aaye bahaar,
jaane se usake, jaaye bahaar,
barii mastaanii hai, merii mahabuubaa,
merii zindagaanii hai, merii mahabuubaa.

Iss, ghata ko mein to, us ki aankhoon ka, kajal kahoon ga,
iss, hawa ko mein to, us ka lehrata, aanchal kahooon ga,
kaliyon ka, bachpan hay, phoolon ki jawani hay, meri mehbooba,
meri zindigani hay, meri mehbooba,
.
beet, jate hein din, kat jati hein, aankhon men raatein,
ham, na jane kyaa kyaa, karte rehte hein, aapas mein batein,
mein thodaa, diiwaanaa, thodii si diwaani hay, meri mehbooba,
meri zindigani hay, meri mehbooba

aaa aa aa, aaa aa aa, a

saamne, mein sab kay, naam us ka, nahi, ley sakoon ga, ??..(2)
wo, sharam kay marey, rooth jaye to, mein kiya karoon ga,
hooron ki, malika hay, pariyon ki rani hay, meri mehbooba,
meri zindigani hay, meri mehbooba,
badi mastani hay, meri mehbooba.

Share this post


blog comments powered by Disqus