Wafa k qaaid khano me PDF Print E-mail
User Rating: / 1
PoorBest 





 

wafa k qaaid khano me
sazaein kab badlati hain


badalta dil ka mosam hai
magar hawain kab badalti hian

meri sari duaain sirf tumse he
mansoob rehti hain

 

mohabbat agar sachhi ho to
duaain kab badalti hian

 

koi paa kar nibhata hai
koi kho kar nibhata hai

 

naaye andaaz hote hain
meri jan magar waffain kab badalti hain

Share this post


blog comments powered by Disqus