Tum jo MEri Baat Suno Ek Qissa Tumhay Sunata hon PDF Print E-mail
User Rating: / 0
PoorBest 

 

"Tum jo MEri Baat Suno "
Ek Qissa Tumhay Sunata hon
Ye Qissa Nahi Zamanay ka
Ye Qissa hay Parwanay ka

Jo pal pal Jeeta Marta tha
Jo pyaar Bhot hi Karta tha

Har Baat usay Maloom to thi
Ek Baat Magar Woh Bhula betha

Shama ko Hasil karnay mein,,
Khud apna Aap Jala Baitha

Youn Ishq ki Had Guzarnay mein
Ab Jagti hay na Soti hay

"" Shama ab har pal Roti hay"

Share this post


blog comments powered by Disqus