Enter your email address:
Â
Silsillay Jo Waffa Key Rakhty HainHoaslay Intiha Key Rakhtay Hain Hum Kabhi Bad-Duwa Nahin DetayHum Salikay Duwa Key Rakhtay HainUn Key Daaman Bhi Jaltay Daikhay HainWo Jo Daaman Bacha Key Rakhtay HainHum Nahin Hain Shikast Key QaailHum Safinay Jalla Key Rakhtay hainJis Ko Jaana Hay Wo Challa JayeHum Diyye Sab Bujha Key Rakhtay HainHum Bhi Kitnay Ajeeb Hain Aey! DostDard Ko Dil Banna Key Rakhtay Hain